Hello dosto,
bhaiyo main puchna chahta hoon, ki kya har ek trader ko apna strategy khud bana kar trade karna thik rahta hai? ya fir kisi dusre ke system ko bhi use karna thik rahta hai?![]()
Hello dosto,
bhaiyo main puchna chahta hoon, ki kya har ek trader ko apna strategy khud bana kar trade karna thik rahta hai? ya fir kisi dusre ke system ko bhi use karna thik rahta hai?![]()
haan bhai kyo nahi ye to aur bhi achha hai main bhi apne strategy pe hi kaam karta hoon aur sab ko apne strategy me kaam karna chahye kyo ki isse humari trade me achha asar pad sakta hai aur hum apne target ko asaani se poora kar sakte hai.
pahle to dusro ka strategy ko dekhna chahiye usse kai cheez seekhne ko milti hai aur aap apni strategy ko khud kaise banaye ye bhi yahi se seekhne ko milta hai mai to kahta hoon jabtak aap dusro ki strategy ko nahi dekhenge tab tak aap apni ek achchi strategy ko nahi bana sakte
sahi kaha bhai kisi aur ki strategy use karne mein koi burai nahi hai agar aap ko achche se samajh aa rahi ho to ho sakta hai aap usse bhi jyada profit bana le. agar aap ko koi strategy bata raha hai toh use ignore nahi karna chahiye us par ek baar dhyan dena chahiye bhale aap use apnaye ya nahi.
Bookmarks