Hello to all,
bhaiyo main yehi janna chahta hoon, ki is field mein successful agar hona hai, to kitna time lag jata hai? aur successful hone ke liye kya kya karna jaruri hota hai?
aap sab apni apni raye share kare.

bhai ji successful hone ke liye trader ko patience rakhna hoga kyunki kaafi traders ko jab signal nahi milta tou wo jald baaji mein aakar trade ko open kardete hai jo ki forex mein galat hai,trader ko patience rakh kar hei kaam karna hoga..
ye nirbhar hai aap par agar aapka dedication bahut jyada hai to aap jaldi success honge maine jo aaj tak dekha hai usme to mujhe itna hi pata chala hai ki logon ko success pane me 1 mahine se 1 saal ya fir kaiyon saal tak lag jate hain.
Bookmarks