hello dost,
jab kabhi humari trade mein humko loss hota hai, to kya karna chahiye?
1. Pahle galti ko search karna chahiye.
2. Demo practice karna chahiye.
3. Hum logo ko learning ke liye wapas jana chahiye.
Aap sab kya kahte hai?
hello dost,
jab kabhi humari trade mein humko loss hota hai, to kya karna chahiye?
1. Pahle galti ko search karna chahiye.
2. Demo practice karna chahiye.
3. Hum logo ko learning ke liye wapas jana chahiye.
Aap sab kya kahte hai?
bhai agar humein loss jo jata hai toh humein sabse pehle apni galti ko search karna chahiye taki humein uski wajah pata chal sakein, baad mein humein learning karni chahiye taki humein apne trade mein hui galti ko kaise sudhara jaye yeh jan sakein aur baad mein demo par practice karni chahiye taki hum yehi galti doobra na karein.
agr trading main kbhi loss ho ya loss kay chances hon to hamain apnay ap ko deprestion nahi daina chaya bulky is kay liya wait karna chaya kio kay sabar karna hi best ha or jb humara bura waqt tham jay to profit bhi zaroor hasil hoga....
loss ke baad trader ko sayam rakhna chahiye jaldi bazi kabhi nahi karna chahiye kyunki loss ke baad mein humare pass kafi waqt hota hain achchi trading karne ka hum sahi entry par sahi trade kar sakte hain
bhai agar loss ho jata hai toh aapko sabse pehle usko dekhna zarori hai ki kis wajahbse hua hai uske baad usko recover karne ki koshish karein bhai ho sake toh.
Bookmarks