Trading strategies situation har time aata nahi hai .Mein kya bolna chahta huin ke maine bahoot trading strategies dekha hai jisme ek se jyada indicators istamal kiya jaya aur sahi trading points nikalne ke liya sab mein same signals chahiya hota hai .
Mera kehna hai ke aisa bahoot hi kam hi hota hai ke aapko sab indicators ek sath same signal deta hai aur aap trace kar pate hai.![]()
Bookmarks