Forex ka alag hi ek nasha hai bhai log .Ishme agar koi trader dub jaye to usko kuch aur ches ka hosh nahi rehta hain .Mera sath to aisa hi hota hai jab mein aapna laptop open karta huin aur trading charts khulta huin to band karna ka maan nahi karta hai .
Aap logo ke sath aisa hota hai kya ?![]()
Bookmarks